Wednesday, June 28, 2006

2.36 lakh jobs in state schools



PATNA: With the Bihar cabinet approving new rules for recruitment of teachers on Tuesday, decks have been cleared for the appointment of about 2.36 lakh teachers in the state's primary, middle, secondary and senior secondary schools. There would be no age bar for the aspirants during the first appointment of teachers under the new scheme. The post of shiksha mitra has been abolished. They will now be called panchayat shikshak and will get an enhanced salary. The cabinet sanctioned 60,000 new posts of primary teacher for equalling the state's teacher-pupil ratio to the national norm of 1:40. Presently, theteacher-pupil ratio in schools of Bihar is 1:62. At the secondary level, 10,000 posts of teacher have been created for upgrading 1000 middle schools. The cabinet also approved creation of 1200 posts of senior secondary teacher for upgrading 100 secondary schools to plus-two level. Initially, only the trained teachers would be appointed. In case of non-availability of trained teachers, untrained teachers would also be appointed. The untrained teachers, after their appointment, would be imparted training in their respective schools. An MoU has been signed between IGNOU and the state government for the training.
The existing system of the appointment of shiksha mitras on an 11-month contract basis at a monthly payment of Rs 1500 has been abolished. Now, the panchayats would appoint panchayat shikshaks on a monthly salary of Rs 4,000 with assured tenure up to 60 years of age. The services of around 70,000 existing shiksha mitras would be upgraded as those of panchayat shikshaks while 80,000 new panchayat shikshaks would be appointed under the Sarva Shiksha Abhiyan. Under the new process, the panchayati raj institutions have been empowered to appoint teachers. Primary teachers would be appointed at the panchayat, middle teachers at the block and secondary and senior secondary teachers at the district level by gram panchayats, panchayat samitis and zila parishads respectively for the rural areas. The appointments in the urban areas will be made by the urban civic bodies.Fifty per cent of the new recruits at the primary level would be women and three per cent of the jobs would be reserved for physically- challenged persons. Urdu teachers would be appointed in those schools having at least ten Urdu-studying students.The state cabinet also approved setting up of the Bihar Secretariat Clerical Services and also the Bihar Secretariat Services Rules. Cabinet also decided to implement recommendations of the Shetty Commission in totality for the Bihar Judicial Services employees besides deciding to bring some amendment to VAT rules for the benefit of traders.

14 comments:

Anonymous said...

bihar me teacher bahut paresan hai jab bhi bdo mukhiya etc ko paisa ka jarurat padta hai ,panchayat ,niyojan radd ka chitti nikal diya jata hai,pareshan hokar sabhi teachar 5000 rs bhikkh ke taur pe denna padta hai

Unknown said...

Bahali ka such kya hai? yah hai berogegaro ko bargalana aur sosan ka nayab tarika.natawo ne siksako ki jab khali kar apni suidaye bada li hai.saman kame per asaman watan ka naya sawidan lika hai.

Unknown said...

Bihar me siksha ka nash ho raha hai. Kyonki without comptetion teacher ki bahali hi bata raha hai ki siksha ka nas ho raha hai. central government ho ya state government ho dono apna phayda sochta hai lekin muskil publik ko uthana parta hai.

Dhiru

Unknown said...

satish said from chapra
bihar ke teachero ko ncte ka jo rul regulation hai wo paisa sarkar ko samay rahte de dena chahiye nahi to teacher mood bana rahe hai hartal karne ko yadi hartal ho gayee to nitish sarkar ki pol khul jayedi. kyoki chunaw sar pe hai waise bhi 6000 me teachero se padwana nayaysangat nahi hai.sarkar ko samay rahte chet jana chahiye chunaw sar pe hai!

Unknown said...

Bihar me niyojan teacher ki behali me dhandli hoti hai n to Degree dekhi jati hai n to merit dekha jata hai to bas ki wo kitna rupya de sakta hai, mukhiya to khuleyam repye mangte hai ki job chahiye to rs.100000 de do aur naukri pao, aur agar nahi doge to chahe kitna bhi number ho tumhara nahi hoga.Satyendra, Delhi (Team Leader in MNC)

sunil guray said...

BIhar main sarva shiksha abhiyan ke tehat teachers' ki jo bahali honi thi uski abhi tak koi khabar nahi hai, kya ho raha hai kya nahi kuch pata nahi,kahan se information li jaye iska bhi koi zariya nahi... agar koi is baarey main uch information de sake to swagat hai...

K.K Upaddhyay

Unknown said...

Bihar me siksha per sarkar koi dheyan nahi de rahe hai.gaon me aisa teacher ko noukri diye wah kabhi teacher ka training hi nahi hai kuchh bhi anubhaw nahi hai ki bacch kis dhang se padana chahiye man me aaya to school gaya nahi apna khet me ghum raha hai bihar ko tarakki nahi hogi mukhiya se leker sarpanch ward khad ka dealer sabhi chor hai yaha tak ki BDO mhi mila huia rahta hai bihari log ko itta pathar dho kar khana likha hai bharat ke koi bhi sahar me jao bihari majdur karte hi najar aate hai jhuth bolkar vote le jate hai baad me thapad dikhate hai,comlane leker jao to bolte hai saheb abhi nahi hai haala karo to dafter band kar dete hai yaha tak ki khet ka jo tax jo niyem hai ki door to door jaker tax gaon se lo lekin block me hi nahi aate hai mila bhi to bolega ki kal aayo kal jao to bolega aaj BDO nahi aaya hai to keya ye sab niyab se bihar khak thik hoga. galat chhama kijiyega. Dilip kumar prasad.Vill+po-Ankuri via,Goh Dist-Aurangabad.Bihar

Unknown said...

sare bhai bahano se mai ye gujaris karta hun ki chahen koi v kshetra ho ghuskhori band nahi hoga tab tak kuchh hone wala nahi hai har kam k liye ghus samjh me nahi aata ki ye ghuskhori, par sarkar ko kyon nahi dhyan dilwate ho bhai log kuchh aisi chije hai jo sarkar ko aaj v pata nahi hai vaise chjo pe sarkar ka dhyan aakarsit karna or sabse badi bat ye hai ki ham sab ko self sudharna chahiye aapne aap sari samasya khatam ho jaye gi kyon ki self help is the best help..........

dhirendra sharma said...

bihar me mukhmantri jee se bahut khunsh hun kyonki berojgaron ko naukari mila,magar ek wat ka abshosh hai ki shayd ane wala din me koee bhi byakti ko bihar se bahar nokari nahi milega wo isliy kyonki shool me jitane bhi teacher hain unme 90% aise hain jinkepas 420 no. ke kagjat hai.
atah: mukhmantri ji se anurodh hai ki ispar bichar karne ki kripa karen.

Unknown said...

Siksha Ko Teacher Ki Jaroorat Hai,
Faltol Logo Ki Nahi Jo Kahi Bhi Evening Mein Kapda Press Ya Tobaco Ki Shop karte hai.

So Please Appoint a teacher from exam.

Pappu said...

My advise is that gov. should take exam for teacher's vacancy.Now a days bihar education is fall. Education is one the important part of our life.so, pls do some needful action.

Aditya Singh, Madhubani said...

bihar me middle school ke teacher ke selection ka jo prosure hai woh kya hai aur selection kis base pe kiya jata hai- marrite pe ya fir donation leke. agar donation leke job diya ja raha hai to phir education pe government kyon itna invest kar rahi hai. koi fayda hi nahi hai. gardiens bachchon ko jamin bech ke digree dilwa dete hai aur jab job ki bari aati hai to pata chalta hai ke officers ko netaon ko paise khilao aur job pao, phir aise setuation me student kya kare, bachi hui jo v jamin hai usko bech kar ghush khilaye ya fir padha likha berojgar banke dar dar ki thokre khaye. tab hamare pas ek hi rasta bachta hai delhi punjab jake 2-4 hajar ki naukri kare, agar marrit pe job milta hai to bihar government ka kaisa hai ye selection. hum to graduate hoke job nahi mila to other state ki naukar ban ke rah jate hai aur isi me aapni roji roti jaise taise mil jati hai. agar bihar government thoda sa aapna rawaiya badal kar hum sab padhe likhe berojgaro ke upar najar dale to sayad hum log is tarah nasi bhatkenge. so hamare sasko se anurodh hai ki aapni janta ke liye thoda sa wakt nikal ke uske liye soche aur usko bhatkne se bachaye. mai ek garob kisan ka beta hu jiske pas padhne ke to paise mil gaye par aab jine ke liye thokre khane ke aalawa koi rasta nahi bach. hamare gardians ke pas nato jyada jamin hai aur nahi koi out income, jo v bachi khuchi jamin hai uske koi upyog nahi ho pata hai, kavi badh aajati hai to dub jata hai, aur sukha pada to jal jata hai, aise paristhiti me gardians kya kare bachcho ko padhaye ya fir aapna pet pale. sayad koi hum garibo ki8 bat sun leta aur kuchh aisa karta jo hamari musibaton ka niskarsh nikal sake. mera ye ek chhota sa request hai bihar government se ke hum logo ke yato behtar rojgar dilaye ya fir sapne dikhana chhod de.aap sabka aur ek garib ka beta Aditya singh, Madhubani

Unknown said...

Hello
I am Manoj Kumar.I am from Bihar.I am staying in ND but my native village is in bihar.I am faceing a problem some DABANG made a road in my personal land .So where i can give application online to CM Janta Darbar.
Please Help Me
Manoj Kumar

Unknown said...

Hello
I am Manoj Kumar.I am from Bihar.I am staying in ND but my native village is in bihar.I am faceing a problem some DABANG made a road in my personal land .So where i can give application online to CM Janta Darbar.
Please Help Me
Manoj Kumar