Friday, May 05, 2006

Ma Na Ta Ra Pat Hari Darshan ko aaj .....Naushad Ali

SHAM ko dhundhe....Pagal Suraj .....Chand ko dhundhe Savera ...mai bhee dhundhun..oos pritam ko ..jo ho na saka mera ....Bhagwan bhala ho tera .....Mahal oodas aur galiyan sunee ..chup ..chup hain deewaren...dil kya oojara ..duniya oojaree ...ab DIL ko kaun sambhale .... o..duniya ke rakhwale ..
(THIS SONG is KNWON as BEST SONG COMPOSED / LYRICs / SONGED in INDIAN FILM INDUSTRY )

aaj hum apni duaaon ka asar dekhenge ........teere nazar dekhenge .......jakhme nazar dekhenge ........

Chalte ..Chalte ..Mujhe ..koi ..mil ..gaya tha ..yun rah chalte ..chalte ....

een geeton ke swar ab bhee kano me gunjate hain......
SANGEET aur KALAKAAR kisi KAAL aur SEEMA se bandhe nahi hote hain ......BAIJU BAWARA ke GEET aur BHAJANs ne yeh bhee bata deeya kee SANGEET aur KALAKAAR kisi DHARM se bhee bandhe nahi hote .......
eenhee sabdon ke saath mai RANJAN RITURAJ SINH , BIHARI SAMAJ kee TARAF se NAUSHAD ALI ko AKAHIRI SALAM karata hun .

0 comments: